Saturday, February 13, 2010


Ab tak kis raste pe ta mein
Achanak kaha chalne laga
Din mein badal gayi meri duniya
Pal mein badal gaya hain sama

Na rasta pata hai... na manzil....
Na taakath thee mujh mein na koi asha....
andhera chayi hain sab jagah
par mein chalta raha andhere mein... roshni ki khoj mein....

No comments:

Post a Comment